subah ki roshni sa muskurana achcha lagta hai,
raat k saaye me teri baahon me kho jana achcha lagta hai,
har dam har kadam tera achcha lagta hai,
ya yoon kahoon ki teri saanson k sath chalna achcha lagta hai...

Leave a Reply

Share